|
(1) |
Khwabo ke mahal
me kalpana ka vaas hai
abhi baki meri chand saans hai
shayad tumhare aane ki koi gunjaish nahi
par tum se milne ki ab bhi aas hai
|
(2) |
aapko bhool jau
umar gujarne ki baat hai.........
aapko na ho yakeen ye aur baat hai..............
jab tak rahegi saans tab tak rahoge yaad ...........
ye saans toot jaaaye to aur baat hai..............
|
(3) |
Lamhe judai ke
bekarar karte hain
haalat mere mujhe laachar karte hain
aankhe meri pad lo kabhi
ham khud kaise kahe ki aapse pyar karte hain
|
(4) |
|
(5) |
dooriyo se fark
padta nahi hai .....................
baat ko dilo ki nazdikiyo se hoti hai.............
dosti to kuch khaas aap jaise se hai ..............
varna mulaqat na jaane kitne logo se hoti hai....
|
(6) |
Dekha nahi hai
koi tujhsa,
dekhne tujhe jannat se bhi laut aayange,
jab tak deedar na ho tera,
hum mar ke bhi chain se na mar paayange..
|
(7) |
tufan me kashti
ko kinare bhi mil jate hai
jahan me logo ko sahare bhi mil jate hai
duniya me sabse pyari hai zindagi
kuch log zindagi se pyare bhi mil jate hai
|
(8) |
apne hothon par
sajana chahta hu.................
aa tujhe me gungunana chahta hu..................
thak gaya me karte karte yaad tujhko.............
ab tujhe me yaad aana chahta hu...................
|
(9) |
Bikhre ashkon ke
moti hum pro na sake,
Teri yaadMe sari raat so naSake,
Bheeg naJaye ansuo me tasvir teri,
Bus yehi sochKar hum ro Na sake.
|
(10) |
Unki mohabbat ka
abhi nishan baaki hai,
naam labh par hai jaan baki hai,
kya hua agar dekh kar muh fer lete hain,
tasalli hai ki abhi sakal ki pehchan baaki hai
|
(11) |
pagal nazaren dil
diwana lagata hai.........
tera mera pyar purana lagta hai............
phoolon me lipte pathar aaye hai.............
ye to koi dost purana lagta hai....
|
|